How to useAndroid smart phone as cctv camera , J.M.Rathod Latest info

How to useAndroid smart phone as cctv camera , J.M.Rathod Latest info


Namaskar Dosto Aaj Ham baat karenge ki aap apne Android smartphone ko CCTV camera Ki Tarah Kis Tarah Se upyog kar sakte hain
Ji han doston Aaj Ham stop ke bare mein baat karne wale hain jismein aap ko batayenge kya aap Kis Tarah Apne smartphone ko CCTV camera Ki Tarah use kar sakte hain vah Bhi Koi Kisi bhi Tarah ka internet ke bina

Apne mobile ko CCTV camera Ki Tarah use karne ke liye sabse pahle aapke pass Ek smart phone Hona chahie jismein acchi Tarah Se camera work karta ho iske liye aap apna koi bhi smartphone purane wala Kabhi upyog kar sakte hain


Apne phone ko CCTV camera Ki Tarah use karne ke liye aapko Ek application install karna padega iske liye sabse pahle aap ko Google Play store mein jakar search karna hi IP Webcam

IP Webcam search karte hi aapke mobile mein IP Webcam ki application Dikhai Degi Jo lagbhag 12 MB ki Hogi use application ko aapko apne mobile mein install karna hai

Install karne ke bad aapke smartphone Mein install ki Gai Hui IP Webcam application ko open karna hai
Jaise hi aap is application ko open Karenge usmein Kai Tarah Ke Menu dikhayenge

Aapke Phone ko CCTV camera Ki Tarah use karne ke liye kis Sabhi man mein se aapko last mein jana hai vahan per likha Hoga start server

Jaise aap start server per click Karoge To aap ke mobile mein aapke mobile ki camera permission Deni Hogi

Jaise aap allow Karoge To aapka smartphone ka jo camera Hai vah Kaun Ho Jaega aur use screen mein

Aap ka local address Dikhai dega

Is application ko on karne se pahle aapko ek baat ka Khas Dhyan Rakhna hai ki aap jis mobile se apna phone mein CCTV camera Ki Tarah use karna chahte ho use camera ka Wi-Fi hotspot ON Hona chahie

Itna karne ke bad aap apne mobile ko CCTV camera Ki Tarah use kar sakte hain

Aapke phone ka jo camera hai use Anya mobile mein live Kaise Dekhen ?


Aapke purane phone ka camera ka live recording dekhne ke liye aapko sabse pahle IP Webcam Naam Ki application ko on karke start server per click karna hai

Essay on karte hi aapke phone ka camera chalu ho jaega aur niche Is Tarah Se Kuchh aapka screen Mein adress aaega
 http://192.168.43.286:8080
Is Tarah Se Jo kar diya Gaya Hai vah adress aap ko dusre mobile mein type karna hai browser mein

Browser mein type karne ke bad aapko vo address search karna hai

Search karne se pahle yah aap confirm Kar Lijiye kya ki aapka Jo purana wala phone ka CCTV camera Ki Tarah ji se aap use Karne Wale Hain uska hotspot aapke naye phone laptop ya computer se connect Hona chahie Wi-Fi se

Is se connect karne ke liye aapko purane phone mein se hotspot aur aapke dusre mobile jismein Aapke Mera dekhna Chahte Hain usmein aapko Wi-Fi on karna padega aur purane wale phone ka hotspot connect karna hai

Is Tarah Se connect karne ke bad aap apne browser mein purane wale phone ka jo IP Webcam Mein Jo Bhi chalega vah aapke naye computer ya laptop ya FIR mobile main aapko live Dikhai dega aur aap Is Tarah Se Apne purane Phone ko CCTV camera Ki Tarah use kar sakte hain

Ummid rakhte Hain Ki Hamare yah post aapko helpful hoga

Is Tarah Ke post aur knowledgeable information ke liye aap Google mein www.jmrathodblogspot.com search kar sakte hain thank you